Be zaban ko jab wo zaban deta hai
parhne ko phir wo Quran deta hai
bakhshne pay aai jab ummat kay gunahon ko
tuhfay main gunhgaron ko ramadan deta hai
Ramzan poetry in Urdu |
ہم نہ ہوں گے شاید پر اگلے سال بھی آئے گا رمضان
درحقیقت رمضان نہیں انسان ہے مہمان
hum na honge shayad par agle saal bhi aaiga ramadan
darhakiqat ramadan nhi insan hai mehman
Ramzan poetry |
نمازیوں کا اب سیلاب آنے والا ہےپتا چلا ہے کے رمضان آنے والا ہے
namazion ka ab selab aane wala hai
pata chala hai key ramzan aane wala hai
Ramzan poetry |
دل میں پھر سے خوشیوں کا پیغام آرہا ہےمبارک ہو مومنوں پھر سے رمضان آرہا ہے
Dil main phir se khushion ka pegam aa raha hai
mubarak ho momino phir se ramadan aa raha hai
Ramzan poetry |
فرق نہی پڑتا کسی موسم کا رمضان کے آگےہار جائے گی یے گرمی بھی روزے داروں کے ایمان کے
آگے
farq nhi parta kisi mosam ka ramzan kay aage
haar jaigi ye garmi bhi rozedaron ke eeman kay aage
0 Comments