زندگی پُھول ہے، خوشبو ہے، مگر یاد رہے
زندگی، گردشِ حالات بھی ہو سکتی ہے
چال چلتے ہُوئے، شطرنج کی بازی کے اُصول
بُھول جاؤ گے، تو پھر مات بھی ہوسکتی ہے
ایک تو چھت کے بِنا گھر ہے ہمارا مُحسؔن
اُس پہ یہ خوف ، کہ برسات بھی ہو سکتی ہے۔۔
zindagi phool hai, khushbu hai, magar yaad rahay
zindagi, gardish-e halaat bhi ho sakti hai
chaal chaltay huay, shatranj ki baazi ke asol
bhool jao ge, to phir maat bhi hosakti hai
aik to chhat ke bِna ghar hai hamara Muhsin
uss pay yeh khauf, ke barsaat bhi ho sakti ha
0 Comments