Mirza Ghalib poetry |
دکھ دے کر سوال کرتے ہو
تم بھی غالب کمال کرتے ہو
دیکھ کر پوچھ لیا حال میرا
چلو کچھ تو خیال کرتے ہو
شہر دل میں یہ اُداسیاں کیسی
یہ بھی مجھ سے سوال کرتے ہو
مرنا چاہیں تو مر نہیں سکتے
تم بھی جینا مُحال کرتے ہو
اب کس کس کی مثال دوں تم کو
ہر ستـم بـے مثـال کرتے ہو
dukh day kar sawal karte ho
tum bhi Ghalib kamaal karte ho
dekh kar pooch liya haal mera
chalo kuch to khayaal karte ho
shehar-e-dil mein yeh udaasiyaan kaisi
yeh bhi mujh se sawal karte ho
marna chahain to mar nahi satke
tum bhi jeena mahaal karte ho
ab kis kis ki misaal dun tum ko
Har sitam be-misal karte ho
0 Comments